Thursday, 1 March 2012

pyar ka matlab bas pana nahe
ye tumse hamne jana h
par apne es pagal dil ko samjhana dushbara h
ye tumhare pas ane ko machalta h
khud bhi tadpa or hame bhi tadpaya h
mana ham kabhi na ho sakenge ek
par ye dil hamesha tumhara h
hamne ab apna sara jiwan bas tumpe kurban kar dala h
ab hamare jiwan ka har fesla tumhara h 
hamne apna sara pyar tumpe lutana h 
mana galti ki the hamne ab hamme ko pachtana h
par kya karu es dil ko samjhana dushbara h
par kya karu es dil ko samjhana dushbara h...

No comments:

Post a Comment